Ek Ishara (Male) Lyrics | Ek Ishara (Album) | Hans Raj Hans | Sahil Rayyan

Ek Ishara (Male) Lyrics | Ek Ishara (Album) | Hans Raj Hans | Sahil Rayyan

Ek ishara hi
Ha ishara hi
Ek ishara hi
Agar tune kiya hota to
Ek ishara hi
Agar tune kiya hota to
Ham thahar jaate tere dil me
Umar bhar ke liye
Tune chah liya hota
Sathi is dil ka
Ye chun leta tujhe
Dil ke hamsafar ke liye
Ek ishara hi
Ha ishara hi

Aaj rangin fazayen hain
Dil ke charo taraf
Dil ke bhitar magar ye jaan
Kya andhera hain saara aalam
Sajaa ke rakha hain khushiyon se
Gam ki par shaam dhali sapno se
Phir savera hai
Kaash hatho me
Aaj haath tera hota to
Kaash hatho me
Aaj haath tera hota to
Ham bhi ga lete hansi shaam
Aur shahar ke liye
Ek ishara hi
Ha ishara hi

Aisa lagta hain ki
Jo chaha use paaya hain
Fir kya hain ki jo
Ehsaase kami deta hain
Ham bhin likhte the
Nagamo me hamare khushiya
Magar ye ishq hain
Nagamo me nami deta hain
Dil ki khushiyon me
Kash tu bhi mushkuraa leta
Dil ki khushiyon me
Kash tu bhi mushkuraa leta
Maaf kar deta tuhe
Dil tere kahat ke liye
Ek ishara hi
Ha ishara hi
Ek ishara hi
Agar tune kiya hota to
Ham thahar jaate tere dil me
Umar bhar ke liye
Ek ishara hi
Ha ishara hi
Ek ishara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *