Romeo Juliet
Laila Majnu
Sheeri Aur Farhaan Inka Sachcha Ishk
Jamane Ko Ab Tak Hai Yaad
Yaad Yaad Mujhe Aaya Hai Aise Dilbar Ka Naam
Jisne Dhoka Dekar Naam-ae-ishk Kiya Badnaam
Yahi Hai Saybaan Kahani Pyar Ki
Kisine Jaan Li
Kisine Jaan Di
Ek Hasina Thi
Ek Deewana Tha
Kya Umar
Kya Sama
Kya Jamana Tha
Ek Hasina Thi Hasina Thi
Ek Deewana Tha Deewana Tha
Kya Umar
Kya Sama
Kya Jamana Tha
Ek Din Wo Mile
Roj Milne Lage
Ek Din Wo Mile
Roj Milne Lage
Phir Mohabbat Hui
Bas Kayamat Hui
Kho Gaye Tum Kaha
Sunke Ye Daasta
Log Hairan Hai
Kyunki Anjaan Hai
Ishk Ki Wo Gali
Baat Jiski Chali
Uss Gali Me Mera Aana Jana Tha
Ek Hasina Thi
Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi
Kya Sama Tha
Kya Jamana Tha
Ek Hasina Thi
Ek Deewana Tha
Uss Hasi Ne Kaha Uss Hasi Ne Kaha
Suno Janewafa
Ye Falak Ye Jami
Tere Bin Kuchh Nahi
Tujhpe Marti Hu Main
Pyar Karti Hu Main
Baat Kuchh Aur Thi
Wo Nazar Chor Thi
Uske Dil Me Chhupi Chaah Daulat Ki Thi
Pyar Ka Wo Fakat Ek Bahana Tha
Ek Hasina Thi
Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi
Kya Sama Tha
Kya Jamana Tha
Ek Hasina Thi
Ek Deewana Tha
Bewafa Yaar Ne Apne Mehboob Se
Aisa Dhoka Kiya
Aisa Dhoka Kiya
Aisa Dhoka Kiya
Aisa Dhoka Kiya
Jaher Usko Diya
Dhoka Dhoka Dhoka Dhoka
Jaher Usko Diya
Mar Gaya Wo Jawa Mar Gaya Wo Jawa
Ab Suno Daasta
Janm Leke Kahi
Phir Wo Pahucha Wahi
Shakl Anjaan Thi
Ab Wo Hairan Thi
Samna Jab Huwa Samna Jab Huwa
Phir Wahi Sab Huwa
Uspe Ye Karz Tha
Uska Ye Farz Tha
Farz Ko Karz Apna Chukana Tha
Ek Hasina Thee, Ek Divana Tha Song Lyrics from the movie/album Karz released in the year 2017 starring Rishi Kapoor, Tina Munim. The song Ek Hasina Thee, Ek Divana Tha was sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Subhash Ghai. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts