Ek Din Arman Bhara Song Lyrics from the movie/album Garibi released in the year 2016 starring Jairaj, Geeta Bali. The song Ek Din Arman Bhara was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ramchandra Thakur. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Butaram Sharma. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ek Din Arman Bhara Lyrics

Ek Din Ek Arman Bhara Dil
Ek Din Ek Arman Bhara Dil
Ulfat Se Do Char Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil
Ek Nayi Duniya Jo Dekhi
Us Duniya Se Pyar Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil

Haskar Kan Mein Aasha Boli
Ye Sab Duniya Teri Hai
Tere Liye Hi Zindagi Maine
Charo Aur Bikheri Hai
Paake Sahara Aasha Ka Dil
Paake Sahara Aasha Ka Dil
Jine Ko Tyar Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil

Ek Din Kismat Dil Se Boli
Pal Raha Hai Mushkil Tu
Dekh Raha Hai Khwab Suhane
Pagle Nahi Is Kabil Tu
Haye Lakh Kaha Kismat Na Mani
Haye Lakh Kaha Kismat Na Mani
Kahna Sab Bekar Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil

Pyar Ka Mara Dil Bechara
Kismat Ko Na Shal Saka
Apni Duniya Dekh Saka Na
Apna Aap Sambhal Saka
Tut Gaya Kismat Ka Mara
Tut Gaya Kismat Ka Mara
Marna Bhi Dushwar Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil
Ek Din Ek Arman Bhara Dil
Ulfat Se Do Char Hua
Ek Din Ek Arman Bhara Dil.

Share your thoughts

Mohammad irfan, Armaan malik, Dard bhari ghazal, Dil ke aramaan aansuon me bah gaye lyrics, Preeti choudhary bulandshahr ragni, Mohammad rafi songs, Dost dost na raha pyar pyar hindi lyrics, Dost dost na raha pyar pyar english lyrics, Mohammad rafi hit songs, Dost dost na raha pyar pyar lyrics, Lyrics of dost dost na raha pyar pyar, Dost dost na raha pyar pyar with lyrics, Dost dost na raha pyar pyar song lyrics, Prema amara rahiba amara, Aruna irani