Ek din aesi hi banh meri thami thi
Yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Ek din aesi hi banh meri thami thi
Yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Kahe ko fir bane jane tamnna
Chup ho khde kuch kehna na sunna
Ho jane pehchane se bante ho anjane se
Tumko jane hum apna aurr ho tum begane se
Pyar yahi hai to chodo mera hath
Payr yahi hai to chodo mera hath hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Dekhe na tu par ankhe na teri
Thodi si hai wo hi taswir meri
Hath me hai halka halka rang mere hi aanchal ka
Ab tak mukhre par hai daag in nayno ke kajal ka
Yaad nahi tumko hai ye bhi koi baat
Yaad nahi tumko hai ye bhi koi baat hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Tera chlan teri baate bedardi
Tu na kahi teri nayno ne keh di
Aankh jo sab pe char kare
Wo kaese ikrar kare
Yaad rahe kya usko jo roz naya ek pyar kare
Kya kahu kaisi hai mardo ki jaat hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Ek din aesi hi banh meri thami thi
Yaad hai humko wo taaro bhri raat hay hay hay
Bhul gaye sayiya purani mulakat
Bhul gaye sayiya purani mulakat

