Ek Dil Ki Ek Dil Se Song Lyrics from the movie/album Jane Tamanna released in the year 2018. The song Ek Dil Ki Ek Dil Se was sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Shyam Raj

Ek Dil Ki Ek Dil Se Lyrics

Ek Dil Ki Ek Dil Se
Ek Dil Ki Ek Dil Se Mulakat Ho Gayi
Kuch Bhi Naa Hum Bole
Kuch Bi Naa Hum Bole Aur Baat Ho Gayi
Ek Dil Ki Ek Dil Se
Ek Dil Ki Ek Dil Se Mulakat Ho Gayi

Jabse Hui Mohabbat
Jabse Hui Mohabbat Aankhe Jubaan Ban Gayi
Khamoshiyaan Hi Bole
Khamoshiyaan Hi Bole Afsane Pyar Ke Kai
Diwana Hone Ki
Diwana Hone Ki Suruaat Ho Gayi
Kuch Bhi Naa Hum Bole
Kuch Bi Naa Hum Bole Aur Baat Ho Gayi

Tumse Agar Naa Milte
Tumse Agar Naa Milte Tanha Gujarti Ye Bahaar
Man Mein Naa Phool Khilte
Manmein Naa Phool Khilte Rahti Ye Saanse Bekraar
Chahat Hi Jivan Ki
Chahat Hi Jivan Ki Saugaat Ho Gayi
Kuch Bhi Naa Hum Bole
Kuch Bi Naa Hum Bole Aur Baat Ho Gayi

Ehsaas Jindagi Ka
Ehsaas Jindagi Ka Itna Hasin Tha Kabhi
Andaaz Bekhudi Ka
Andaaz Bekhudi Ka Hamne To Jana Hai Abhi
Har Dhadkan Umangon Ki
Har Dhadkan Umangon Ki Barat Ho Gayi
Ek Dil Ki Ek Dil Se
Ek Dil Ki Ek Dil Se Mulakat Ho Gayi
Kuch Bhi Naa Hum Bole
Kuch Bi Naa Hum Bole Aur Baat

Share your thoughts

Aadesh shrivastava, Aadesh shrivastav, Udit narayan songs, Udit narayan, Lata mangeshkar, Aadesh shrivastava songs, Aadesh shrivastava singing, Aadesh shrivastava biography, Aadesh shrivastava interview, Aadesh shrivastva songs, Alka yagnik and udit narayan songs, Pehle kabhi na mera haal lyrics, Udit narayan and alka yagnik romantic songs, Lata mangeshkar hits, Udit narayan romantic songs, Lata mangeshkar hit songs, Old lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar songs