Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) Song Lyrics from the movie/album Ek Dil Sao Afsane released in the year 2016 starring Raj Kapoor, Waheeda Rehman. The song Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by R.C. Talwar. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) Lyrics

Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane
Man Bina Ke Madhur Suro Me
Gate Hai Sab Prem Tarane
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane

Dil Jo Na Hota Kuchh Bhi Na Hota
Aankh Na Roti Aur Dard Na Uthata
Dil Jo Na Hota Kuch Bhi Na Hota
Aankh Na Roti Aur Dard Na Uthata
Apna Ye Daman Bol Bhi Gata
Kon Kisi Ke Yu Pyar Me Khota
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane
Man Bina Ke Madhur Suro Me
Gate Hai Sab Prem Tarane

Dil Jo Lagaya Chain Na Paya
Sare Jaha Ka Iljam Uthaya
Dil Jo Lagaya Chain Na Paya
Sare Jaha Ka Iljam Uthaya
Gake Sunaye Apna Tarana
Ye To Janam Janam Se Hota Hi Aaya
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane
Man Bina Ke Madhur Suro Me
Gate Hai Sab Prem Tarane

Tu Meri Manjil Pyar Ka Sahil
Jau Kidhar Mai Hai Tu Hi Mukabil
Tu Meri Manjil Pyar Ka Sahil
Jau Kidhar Mai Hai Tu Hi Mukabil
O Mere Hamdam Yak Hai Mushkil
Kar Ke Rahenge Hum Tujhko Hi Hasil
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane
Man Bina Ke Madhur Suro Me
Gate Hai Sab Prem Tarane
Ek Dil Aur Sau Afsane
Haaye Mohabbat Haaye Zamane.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords