Ek Chameli Ke Mandwe Tale Lyrics | Kahkashan 2 (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Ek Chameli Ke Mandwe Tale Lyrics | Kahkashan 2 (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Ek chameli ke mandve tale
Maikade se jara dur wo sul par
Do badan
Do badan
Do badan pyar ki aag me jal gaye

Pyar harfe wafa
Pyar unka khuda
Pyar unki chita
Do badan
Do badan
Do badan pyar ki aag me jal gaye

Humne dekha unhe
Din me aur raat me
Nure julmaat me
Do badan
Do badan
Do badan pyar ki aag me jal gaye

Masjido ke minaro ne dekha unhe
Mandiro ke kiwado ne dekha unhe
Maykade ki dararo ne dekha unhe
Do badan
Do badan
Do badan pyar ki aag me jal gaye

Aj ajal ta abat
Ye bata jar agar
Teri jambir me nuskha ae
Kiniya mohabbat bhi hai
Kuch ilazo mudawaye ulfat bhi hai
Do badan
Do badan
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye
Do badan pyar ki aag me jal gaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *