Ek Chai Pyali Ek Chai Banane Wali Lyrics | Zamana Badal Gaya | Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Ek Chai Pyali Ek Chai Banane Wali Lyrics | Zamana Badal Gaya | Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Ek chai ki pyali ek ek ek chai ki pyali
Chai bnane wali ek ek ek chai ki pyali

Na lambi bas jaisi hona ho kismat ki wo heti
Na thigni is kadar koke meri malum ho beti
Na lambi ho lambi ho na itni feti ho
Ke rail ka fatak bhi sharmaye
Na itni dubli ho ke haddi pasli tak najar aaye
Na dubli ho na dubli ho

Kayi khubio wali
Tirchi tirchi tirchi najro wali
Gori gori gori gori ho ya kali
Aye do jaha ke wali mil jaye to fir
Ek ek ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali

Na ho bimar itni doctor rozana ghar aaye
Na itni tandrusht ho khate khate mujhko kha jaye
Na ho bimar wo na ho bimar wo
Na itni kali ho ke dil mera kadwa masala ho
Na gori is kadar ho ke jamana chahne wala ho
Na gori ho na gori ho

Nazo ki wo pali
Tirchi tirchi tirchi najro wali
Gori gori gori gori ho ya kali
Aye do jaha ke wali mil jaye to fir
Ek ek ek chai ki pyali
Ek chai banane wali
Ek ek ek chai ki pyali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *