Ek baar kaho mujhe pyar karte ho – karte ho
Main tumhe
Mein tumse kya kahoon
Ek baar kaho mujhe pyar karte ho
Aankhen chura lo
Khud ko chupa lo
Chup sakoge kahan
Dil se na khelo
Chaho to le lo
Pyar ka imtihan
Main tumhe
Main tumse kya kahon
Ek baar kaho mujhe pyar karte ho
Ye jo ghadi hain
Zid pe adi hai
Hai badoon badguman
Zid apni chodo
Dil ko na todo
Pyar se kah do haan
Haan main tumhe
Main tumse pyar karti hoon

