Ek Aisi Ghazal Lyrics | Mulaqaat | Pankaj Udhas | Vishal Bhardwaj

Ek Aisi Ghazal Lyrics | Mulaqaat | Pankaj Udhas | Vishal Bhardwaj

Ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
Ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
Apni hi shayri ko aawaj de na paya
Ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

Chahat ke aasma ko chand ki jarurat
Chahat ke aasma ko chand ki jarurat
Mahbub ki tarah jo mujhko lage khubsurat
Ab tak to use main naya ek andaaj de na paya
Apni hi shayri ko aawaj de na paya
Ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya

Mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani
Mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani
Kyo yaad duniya karegi bhule se meri kahani
Dil ki tamannao ko koi saaj de na paya
Apni hi shayri ko aawaj de na paya
Ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
Apni hi shayri ko aawaj de na paya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *