Eid Mubarak Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Mubarak Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Chaand Hum Dhund Le Aaye Ji
Chalo Ab Eid Manaaye Ji
Chaand Hum Dhund Le Aaye Ji
Chalo Ab Eid Manaaye Ji
Chhodke Saare Ranjho Gam
Gale Hum Sabko Lagaaye Ji
Chaand Hum Dhund Le Aaye Ji
Chalo Ab Eid Manaaye Ji
Chhodke Saare Ranjho Gam
Gale Hum Sabko Lagaaye Ji
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Idgaah Saj Gayi Hai
Saj Gayi Hai Minara
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Shadmani Ki Dhup Mein Budhe Bacche Or Naujawan
Lab Se Kuch Padh Ke Kataar Mein
Jaa Rahe Sab Yahan
Hari Topi Neeli Topi Hari Topi Neeli Topi
Rang Birangi Jahan Dekho Wahan Khili Topi
Meethe Khatte Dekho Chehre Hai Ikatte
Kahin Udate Hawa Mein Rangeen Dupatte
Nahi Majhab Na Koi Rab
Kya Naam Hai Kiska
Kya Hai Lakab
Hai Mohabbat Hi Ek Sadab
Gale Dekho Mil Rahe Hai Sab
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Eid Bahara
Yahan Pe Barse Rehmat
Yahan Khushiyo Ki Barkat
Piyo Khud Sabko Pila Do
Bhaichaare Ka Sharbat
Do Dilon Ke Ab Darmiyaan
Na Rahe Dekho Duriyaan
Hai Milan Ki Yeh Ghadi
Jod De Aman Ki Tu Kadi
Ae Khuda Tera Shukrana
Hai Eid Ka
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara
Jashane Eid Bahara Bahar Bahar
Chaand Hum Dhund Le Aaye Ji
Chalo Ab Eid Manaaye Ji
Saj Gayi Dekho Idgaah
Saj Gayi Dekho Minara
Saj Gayi Dekho Idgaah
Saj Gayi Dekho Minara
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Mubarak
Eid Mubarak Sabko Eid Mubarak
Eid Song Lyrics from the movie/album Navaratna released in the year 2018. The song Eid was sung by Ila Paliwal. The music was given by Ranjit Barot
Share your thoughts