Din Ye Khushiyon Ka Milke Manaye Sabhi
Rehmaton Se Saja Hai Samaan
Nematon Ki Hui Aaj Barsaat Hai
Hue Roshan Zameen Aasmaan
Roza-daaron Ko Ye Rab Ka Inaam Hai
Din Hamara Ye Mehmaan Hai
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Sadqa E Mustafa Arziyan Maan Le
Humne Manga Hai Jo Wo Ata Bakhsh De
Maah-e-ramzan Mein Dee Jo Qurbaniya
Hum Gunahgaaron Ko Tu Jaza Bakhsh De
Hum Gunahgaaron Ko Tu Jaza Bakhsh De
Sabki Sunta Hai Tu Ye Mera Maan Hai
Din Hamara Ye Mehmaan Hai
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Har Taraf Chha Gayi Noor Ki Roshni
Jab Khabar Aayi Ke Chand Ki Raat Hai
Har Taraf Hi Mohabbat Ka Paighaam Hai
Chehre Roshan Hain Jaise Ke Baraat Hai
Chehre Roshan Hain Jaise Ke Baraat Hai
Shukr Kaise Karun Tera Ehsaan Hai
Din Hamara Ye Mehmaan Hai
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Mubarak Eid Mubarak
Ho Mubarak Eid Mubarak
Eid Mubarak Song Lyrics released in the year 2025. The song Eid Mubarak was sung by Salman Ali. The music was given by Qasim Khan, Tabish Tafu. The lyrics were Penned by Shaan Ali, Surveen Kaur. The music rights for song purely belongs to Salman Ali Official
Share your thoughts