Dusro Ka Dukhda Dur Karne Wale
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Dusro Ka Dukhda Dur Karne Wale
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Me
Bhalai Ka Kaam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Sat Ka Hai Path Ye
Dharam Ka Marg
Sambhal Sambhal Chalna Prani
Pag Pag Par Hai
Yaha Re Kasauti
Kadam Kadam Par Kurbani
Magar Tu Dawadol Na Hona
Teri Sab Peer Harenge Ram
Dusro Ka Dukhda Dur Karne Wale
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Me
Bhalai Ka Kaam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Kya Tune Paya
Kya Tune Khoya
Kya Tera Labh Hai
Kya Hani
Iska Hisab Karega Wo Ishwar
Tu Kyu Fikar Kare Re Prani
Tu Bas Apna Kaam Kiye Ja
Tera Bhandar Bharenge Ram
Dusro Ka Dukhda Dur Karne Wale
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Me
Bhalai Ka Kaam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Ponchh Le Tu Apne Aansu Tamam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Me
Bhalai Ka Kaam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Ponchh Le Tu Apne Aansu Tamam
Tere Dukh Dur Karenge Ram
Dusro Ka Dukhda Door Karnewale Song Lyrics from the movie/album Dusshera released in the year 2018. The song Dusro Ka Dukhda Door Karnewale was sung by Kavi Pradeep. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep
Share your thoughts