Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Aawaz Do Aawaz Do Bhagwan Kidhar Hai
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Dushwar Zamane Me
Hum Jisko Sunate To Hai
Ashko Ki Jubani
Ashko Ki Jubani
Sunta Hi Nahi Koi
Garibo Ki Kahani
Garibo Ki Kahani
Par Yaad Me Tasir Na Aaho Me Asar Hai
Par Yaad Me Tasir Na Aaho Me Asar Hai
Aawaz Do Aawaz Do
Bhagwan Kidhar Hai
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Dushwar Zamane Me
Aasha Me Nirasah Ka
Sada Hota Hai Darshan
Sada Hota Hai Darshan
Jhutha Hai Zamana
Banta Takdir Bhi Bairna
Banta Takdir Bhi Bairna
Kya Ham Pe Gujarti Hai
Tujhe Iski Khabar Hai
Kya Ham Pe Gujarti Hai
Tujhe Iski Khabar Hai
Aawaz Do Aawaz Do
Bhagwan Kidhar Hai
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Dushwar Zamane Me
Dhanwalo Udato Gairbo Ki Hasi Kyu
Garibo Ki Hasi Kyu
Bhagwan Na Aayegi Daya
Tujhko Kabhi Kyu
Daya Tujhko Kabhi Kyu
Dunia Se Nahi Tujhse To
Ummid Magar Hai
Dunia Se Nahi Tujhse To
Ummid Magar Hai
Aawaz Do Aawaz Do
Bhagwan Kidhar Hai
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Gujar Hai
Dushwar Zamane Me
Dushwar Zamane Me Garibo Ka Guzar Hai Song Lyrics from the movie/album Dukhiyari released in the year 2018. The song Dushwar Zamane Me Garibo Ka Guzar Hai was sung by Surendra. The music was given by Gyan Dutt. The lyrics were Penned by F M Kaiser
Share your thoughts