Dur talak viraana hai – (3)
Kab tak chalate jaana hai – (2)
Dur talak viraana hai – (2)
Jaanewaale yaad rahe – (2)
Shaam dhale ghar aana hai – (2)
Sachchi baatein kaun kare – (3)
Kaun yahaan deewaana hai – (2)
Fark hai bas kirdaaron mein – (3)
Baaki khel puraana hai – (2)
Mitti bhi hai sona bhi – (3)
Dil bhi ajab khajaana hai
Kab tak chalate jaana hai – (2)
Dur talak viraana hai – (2)