Dur Desh Ka Raja Ek Din Song Lyrics from the movie/album Veer Babruvahan released in the year 2018. The song Dur Desh Ka Raja Ek Din was sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Anjum Jaipuri

Dur Desh Ka Raja Ek Din Lyrics

Dur Desh Ka Raja Ek Din Desh Paraye Aaya
Naino Ki Muskan Me Apni Prem Sandesha Laya
Dur Desh Me Rahti Thi Ek Kanchan Rajkumari
Jaise Chand Poonam Ka Chamke Waisi
Sundar Nari

Jab Nain Se Nain Mile Jab Nain Se Nain Mile
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me
Jab Nain Se Nain Mile Jab Nain Se Nain Mile
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me

Kaise Sundar Sapne Suhane Nainan Bich Samaye
Kaise Sundar Sapne Suhane Nainan Bich Samaye
Aashao Ka Laga Hai Mela
Aashao Ka Laga Hai Mela Man Ki Murli Gaaye
Has Has Ke Phul Khile Has Has Ke Phul Khile
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me

Jab Nain Se Nain Mile Jab Nain Se Nain Mile
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me
Man Me Aan Basi Wo Ankhiyaa
Man Ka Kamal Khila Ke
Man Me Aan Basi Wo Ankhiyaa
Man Ka Kamal Khila Ke
Nas Nas Me Muskan Basi Ho
Nas Nas Me Muskan Basi Ho
Jiwan Jyot Jaga Ke
Lahrati Pawan Chale Lahrati Pawan Chale
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me
Jab Nain Se Nain Mile Jab Nain Se Nain Mile
Umange Nach Uthi Man Me Tarange
Jaag Uthi Tan Me

Share your thoughts

Door desh ka raaja geeta dutt mohammad rafi film veer babruvahan, Mohammed rafi, Mohammed rafi songs, Mohammad rafi hit songs, Mohammed, Geeta bali, Mohammed rafi hit songs, (1950) chitragupt / anjum jaipuri, Dilip kumar is kohinoor heera, Lyrics of hindi songs, Veer babruvahan, Meena kumari, Geeta dutt, Raahi manwa dukh ki chinta with lyrics, Geeta, Raahi manwa dukh ki chinta lyrics, Mohammed rafi last song, Mohammad irfan, Duniya bananewale lyrics hindi, Song lyrics