Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi dur
Kahi dur
Kahi dur
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi dur
Kahi dur
Kahi dur
Wo pyar ka jahan hai
Har dil pe meharban hai
Kuch aur ye jamin hai
Kuch aur aasman hai
Na julm ka nishan hai
Na gam ki dasta hai
Har koi jisko samajhe wo pyar ki juba hai
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi dur
Kahi dur
Kahi dur
Ulfat ki ragini me mastani bekhudi me
So jayenge do dil ulfat ki chandni me
Phir kya karegi dunia
Jal jal maregi dunia
Taro me do sitare dekha karegi dunia
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi dur
Kahi dur
Kahi dur
Hatho me hath dale khud ko bina sambhale
Niklenge ham jidhar se ho jayenge ujale
Chanda kahega haskar sine par hath rakhkar
Wo ja rahe hai dekho do pyar karne wale
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi dur
Kahi dur
Kahi dur

