Duniya Teri Tu Duniya Lyrics | Bhakta Dhruva | Geeta Dutt, Manna Dey | Avinash Vyas

Duniya Teri Tu Duniya Lyrics | Bhakta Dhruva | Geeta Dutt, Manna Dey | Avinash Vyas

Duniya teri tu duniay ka
Duniya teri tu duniya ka
Yun daali me paat
Tera mera janam janam ka sath
Ho tera mera janam janam ka sath
Jai jai narayan narayan narayan
Jai jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan

Panchbhumi ki bani ye kaya
Jisme naache teri maya
Teri maya
Kya kya tune khel dikhaya
Kya kya tune khel dikhaya
Shaam hui prbhaat
Tera mera janam janam ka sath
Ho tera mera janam janam ka sath
Jai jai narayan narayan narayan
Jai jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan

Tere charan ko gyani chume
Aur bhakto ki bhakti chume
Jag ki mamta me tu ramta
Jag ki mamta me tu ramta
Kahi maat kahi taat
Ho tera mera janam janam ka sath
Ho tera mera janam janam ka sath
Jai jai narayan narayan narayan
Jai jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan
Jai narayan narayan narayan

Apni daya ka haath tu dhar de
Tu dukhiyo ki jholi bhar de
Jholi bhar de
Samay ek sa nahi rahega
Samay ek sa nahi rahega
Rah jayegi baat
Ho tera mera janam janam ka sath
Ho tera mera janam janam ka sath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *