Duniya Sharabi Kaun Lyrics  | Tangewala | Rajendra Kumar, Mumtaz | Mohammed Rafi | Naushad Ali

Duniya Sharabi Kaun Lyrics | Tangewala | Rajendra Kumar, Mumtaz | Mohammed Rafi | Naushad Ali

Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

Kaun nahi peeta sab peete hai
Kaun nahi peeta sab peete hai

Maine bhi pi thodi si pi
Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

Daulat ka diwana jag me koi
Ulfat ka mastana jag me koi

Sabko nasha hai kaun bacha hai
Mujhko bhi gum ne aaj pila di

Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

Aag sahi jahar sahi mane nahi dil
Mujhko mere dukh ki dawa aaj gayi mil

Jahar se maine jahar ko mara
Aag se dil ki aag bujha di

Kaun nahi peeta, kaun nahi peeta
Maine bhi pi thodi si pi

Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *