Duniya pagal hai ya phir main deewana
Mujhko chahti hai zulfo me uljhana
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Ye baahe jinko tum gale ka har samjhe ho
Gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho
Ye baahe jinko tum gale ka haar samjhe ho
Gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho
Har hai fanda
Pyar hai khanjar
Har hai fanda
Pyar hai khanjar
Tum ho nishana
Jiyo mere shagird
Thank you
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro
Shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro
Aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro
Shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro
Jo hai akela
Woh albela
Jo hai akela
Woh albela
Uska zamaana
Arre shaabash mere shagird
Thank you
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai
Payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
Choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai
Payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
Padne na paye
Husn ka saaya
Padne na paye
Husn ka saaya
Dekho bachaana
Arre wah-wah mere shagird
Thank you
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Mujhko chahti hai zulfo me uljhana
Duniya pagal hai ya phir main deewana
Ya phir main deewana

