Duniya Ne To Mujhko Lyrics  | Sharada | Raj Kapoor, Meena Kumari | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Duniya Ne To Mujhko Lyrics | Sharada | Raj Kapoor, Meena Kumari | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Duniya ne to mujhko chhod diya
Khub kiya are khub kiya
Botal ki taraf muh mod diya
Botal ki taraf muh mod diya
Khub kiya are khub kiya

Wo ghadiya khawab ki ghadiya thi
Main jin ghadiyo mein jaga tha
Duniya ki khushi ek saya thi
Duniya ki khushi ek saya thi
Main bhaga tha
Main jiski lagan bhaga tha
Pavo ko jo mere tod diya
Khub kiya are khub kiya
Botal ki taraf muh mod diya
Khub kiya are khub kiya

Jab mujhse zamana dur hua
Jab mujhse zamana dur hua
Botal ne kaha batau kya kaha
Har dard ke mare ko ek din
To padti hai jarurat to meri
Padti hai jarurat to meri
Tute huye dil ko jod diya
Khub kiya are khub kiya
Duniya ne to mujhko chhod diya
Khub kiya are khub kiya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *