Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge Song Lyrics from the movie/album Phande Baaz released in the year 2018 starring Dharmendra, Moushumi Chatterjee. The song Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge was sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge Lyrics

Phul Shahra Me To Khilta Nahi
Muft Me To Jahar Bhi Milta Nahi
Duniya Me Paise Bina Kaise Hum Jiyenge
Jaise Bhi Jeena Pada Vaise Hum Jiyenge
Jee Na Sakenge To Bhi Gam Nahi
Ke Pyar Ki Maut Bhi Jindgi Se Kam Nahi
O Duniya Me Paise Bina Kaise Hum Jiyenge
Jaise Bhi Jeena Pada Vaise Hum Jiyenge
Jee Na Sakenge To Bhi Gam Nahi
Ke Pyar Ki Maut Bhi Jindgi Se Kam Nahi

Laila Se Majnu Ko Jo Pyar Tha
Majnu Kya Koi Sahukar Tha
Heer Ki Julf Ka Seer Tha
Ranjha Kya Itna Ameer Tha
Jaise Vo Jiye Piya Hum Bhi Jiyenge
Duniya Me Paise Bina Kaise Hum Jiyenge
Jaise Bhi Jeena Pada Vaise Hum Jiyenge
Jee Na Sakenge To Bhi Gam Nahi
Ke Pyar Ki Maut Bhi Jindgi Se Kam Nahi

Ye Sach Hai Mai Bhi Nadan Tha
Mere Dil Me Ye Arman Tha
Sone Chandi Me Tujhe Tol Du
Ab Lekin Dil Ki Baat Bol Du
Aise Hum Karenge Pyar Aise Hum Jiyenge
Duniya Me Paise Bina Kaise Hum Jiyenge
Jaise Bhi Jeena Pada Vaise Hum Jiyenge
Jee Na Sakenge To Bhi Gam Nahi
Ke Pyar Ki Maut Bhi Jindgi Se Kam Nahi
Ke Pyar Ki Maut Bhi Jindgi Se Kam Nahi

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Duniya mein paise bina, Duniya mein paise bina lrics, Duniya mein paise bina songs, Lata mangeshkar songs, Paise bina koi kaise, Kaise kahen ham with hindi lyrics, Kaise kahen ham lyrics, Mohammed rafi biwi o biwi paise ka khel nirala, Lyrics of kaise kahen ham, Kaise kahen hum pyar ne humko lyrics, Kaise kahen hum karaoke with lyrics, Kaise kahen hum lyrics, Kaise kahen ham sharmilee, Sharmilee kaise kahen ham, R d burman songs