Duniya Me Aaya Hain To Phool Khilaye Ja Song Lyrics from the movie/album Mere Arman Mere Sapne released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Sumitra Devi. The song Duniya Me Aaya Hain To Phool Khilaye Ja was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Arvind Sen. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Duniya Me Aaya Hain To Phool Khilaye Ja Lyrics

Duniya Mein Aaya Hai To Phul Khilaye Ja
Aansu Kisi Ke Le Ke Kushiyaan Lutaye Ja
Duniya Mein Aaya Hai To

Chhoti Si Zindagi Teri Hans Ke Guzaar De
Apni Bigad Ke Kisi Ki Sanvar De
Jo Ho Begana Yaha Apna Banaye Ja
Aansu Kisi Ke Le Ke Kushiyan Lutaye Ja

Aaya Tha Pyaar Se To Jana Bhi Pyaar Se
Karna Gila Naa Kabhi Jaati Bahaar Se
Aaya Tha Pyar Se To Jaana Bhi Pyar Se
Karna Gila Na Kabhi Jaati Bahar Se
Dil Par Jo Bit Rahi Hai Dil Mein Chhupaye Ja
Aansu Kisi Ke Le Ke Kushiya Lutaye Ja

Aaj Teri Aarzuu Ban Gayi Dasta
Phulo Pe Aaj Hota Tera Bhi Aashiya
Bujh Gayi Shama Teri Kisi Ki Jalaye Ja
Aansu Kisi Ke Le Ke Kushiya Lutaye Ja

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Mere armaan mere sapne, Duniya me aaya hai to phul khilaye ja, N dutta khaiyyam mere arman mere sapne (1963) rajinder krishan, Mohammed rafi, Duniya mein aaya hai to, Mere armaan mere sapne 1963, Duniya mein aaya hai, Sunil dutt mohammed rafi songs, Sapne, Tera aana bhi dhoka tha mohammad rafi mere arman mere sapne (1963) n dutta / rajinder krishan, Mohammed rafi asha bhosle songs, Mohammad rafi, Armaan, Bhoole bisre geet, Arman, N datta, Burman, Gaane sune ansune