Duniya Me Aate Bhi Kyu, Darta Hai Kyu Lyrics | Hair Is Falling | Neeraj

Duniya Me Aate Bhi Kyu, Darta Hai Kyu Lyrics | Hair Is Falling | Neeraj

Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
Sab kuch luta ke bhi kyu dar dar ke jita hai kyu
Khusiya mila ke bhi kyu dar dar ke jita hai kyu
Sapno me tanha hai kyu

Itna akela hai kyu tanha hai kyu
Tuta huya hai kyu aata hai jo jata hai kyu
Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
Sab kuch luta ke bhi kyu
Kisi ke jane se darta kyu darta hai kyu
Aata hai kyu aata hai jo jata hai kyu
Kal tak jo tera tha usne sath chhod a hai kyu
Khusiyo ki dhup me gham ka chand nikala hai kyu
Tanha hai kyu
Tuta hai kyu
Manav ke jhadne se darta hai kyu
Jhuta hai wada hai kyu tuta hai sapna hai kyu
Duniya se chhupta hai kyu
Apni hi bahoo me jinda kyu

Kya ho gaya sab mile hai aaj
Chhod na mera haath sab kho gaya
Duniya me aake bhi kyu paisa kama ke bhi kyu
Sab kuch luta ke bhi kyu kisi ke jane se darta kyu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *