Duniya Kya Jaane Lyrics | Dillagi | Suraiya

Duniya Kya Jaane Lyrics | Dillagi | Suraiya

Duniya kya jane mera afsana
Kyon gaye dil ulfat ka tarana
Duniya kya jane mera afsana
Kyon gaye dil ulfat ka tarana
Duniya kya jane

Ho o o
Neend na aye dil bas mein nahi
Tu hai kahen to piya main hoon kahen
Neend na aye dil bas mein nahi
Tu hai kahen to piya main hoon kahen
O sajanwa re o balamwa re
Chandani raten aur ye saman
Rut bhi anokhi main bhi jawan
Main bhi deewani tu bhi deewana
Phir kaise bete mausam suhana

Rat kate na bin tere piya
Aja akele nahi lage jiya
Rat kate na bin tere piya
Aja akele nahi lage jiya
O sajanwa re o balamwa re
Jhilmil tare mast hava
Ched de murali aa ke zara
Tere sang gaon main kya gana
Sun-sun ke jisko nache zamana
Duniya kya jane mera afsana
Kyon gaye dil ulfat ka tarana
Duniya kya jane

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *