Duniya Kismat Aur Khuda Dushman Ho Jaaye Toh Kya Lyrics | Gumrah | Roop Kumar Rathod | Laxmikant Pyarelal

Duniya Kismat Aur Khuda Dushman Ho Jaaye Toh Kya Lyrics | Gumrah | Roop Kumar Rathod | Laxmikant Pyarelal

Apni mohabbato pe
Tu aitbar karna
Thoda sa aur mera
Bas intjar karna
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi,yaar tere kadmo siva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki siva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya

Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Tan par kitni chote khayi
Hotho per ek bhi aah nahi
Ab aur koi do saja
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki siva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya

Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Duniya me itna jor nahi
Hum duniya se kamjor nahi
Duniya chhoti hai ishq bada
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki siva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki siva
Yaar tere kadmo ki siva
Yaar tere kadmo ki siva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *