Duniya Ki Aisi Ki Taisi (Parody) Lyrics | Param Dharam | Udit Narayan, Narendra Bhansali, Chandrani Mukherjee | Bappi Lahiri

Duniya Ki Aisi Ki Taisi (Parody) Lyrics | Param Dharam | Udit Narayan, Narendra Bhansali, Chandrani Mukherjee | Bappi Lahiri

Int se maro
Ya pathar se
Hum na jhukenge
Duniya ke dar se
Duniya ki aisi ki taisi
Duniya ki aisi ki taisi
Jogiya kar liya pyar ka fainsla
Int se maro
Ya pathar se
Hum na jhukenge
Duniya ke dar se
Duniya ki aisi ki taisi
Duniya ki aisi ki taisi
Are duniya ki aisi ki taisi

Chup rah tabure
Mat karna
Mat karna
Beti aisi galti mat karna
Goro ki na kalo ki
Beti hai ghar walo ki
Goro ki na kalo ki
Beti hai ghar walo ki
Biwi bhala kaise bane
To aise kangalo ki
O goro ki na kalo ki
Beti hai ghar walo ki

Hay mile re
Mile re dulha dulhan mile re
Mile re
Mile re dulha dulhan mile re
Mila mila
Mila dulhan se dulha
Jala
Jala jala dulhe ka chulha
Hoga hoga sasura tera munh kala
Leke doli jayega ye dilwala
Hay mile re
Mile re dulha dulhan mile re
Mile re
Mile re dulha dulhan mile re

Sun beti sun zaraa sun
Sun
Sun tere daidi ki dhun
Dhun
Maine jise chun liya hai
Hay
Tu bhi usi dulhe ko chun
Sun beti sun zaraa sun
Sun
Sun tere daidi ki dhun
Dhun
Maine jise chun liya hai
Hay
Tu bhi usi dulhe ko chun

Ki sar sehra bandh
Main to nachunga
Ki sar sehra bandh
Main to nachunga
Aur tu nachegi chunri me
Ki sar sehra bandh
Main to nachunga
Tu doli baith ke jayegi
Apne sajan ki nagri
Nagri
Nagri me
Nahi nahi
Kabhi nahi
Ye kya ho raha hai
Are ek hath maru to ghunghta hat jaye
Duja hath maru to gori pat jaye
Ek hath maru to ghunghta hat jaye
Duja hath maru to gori pat jaye
Dono hath maru to doli uth jaye
Doli uth jaye
Dono hath maru to doli uth jaye
Doli uth jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *