Duniya Badal Rahi Hai Aansu Bahaane Waale
Aansu Bahaane Waale
Toofaan Aansuon Ka Palakon Mein Ab Chhupa Le
Aansu Bahaane Waale
( Dil Mera Tujh Se Bole
Aansu Bana Le Shole ) -2
Ummeed Ki Kiran Se Ye Dil Ka Daag Dho Le
In Gam Ki Aandhiyon Mein Man Ke Diye Jala Le
Aansu Bahaane Waale
Toofaan Aansuon Ka Palakon Mein Ab Chhupa Le
Aansu Bahaane Waale
( Ab Door Kar Andhera
Chamakega Phir Savera ) -2
Tujhase Nazar Mila Kar Bhar Aaya Dil Bhi Mera
Ujadi Jawaaniyon Se Bigadi Ko Tu Bana Le
Aansu Bahaane Waale
Toofaan Aansuon Ka Palakon Mein Ab Chhupa Le
Aansu Bahaane Waale
( Tu Bhi To Ab Badal Ja
Ye Vaqt Hai Sambhal Ja ) -2
Rokega Kaun Tujhako Ek Teer Ban Ke Chal Ja
Main Dil Ka Saaz Chhedoon Tu Sukh Ke Geet Ga Le
Aansu Bahaane Waale
Toofaan Aansuon Ka Palakon Mein Ab Chhupa Le
Aansu Bahaane Waale
Duniya Badal Rahi Hai Song Lyrics from the movie/album Badal -1951 released in the year 2016 starring Madhu Bala, Prem Nath. The song Duniya Badal Rahi Hai was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Shankar-Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts