Aa O
Duniya Hai Badi Zalim
Duniya Hai Badi Zalim
Duniya Se Bacha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Taqdeer Ka Mara Hu
Taqdeer Ka Mara Hu
Mujhe Apna Bana Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Kahan Leke Chale Mujhko
Mera Dil Ghabrata Hai
O Failaye Huye Baahe
Mera Pyar Bulata Hai
O Mere Paanv Piya Dole
Main Gayi Sambhalo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Duniya Hai Badi Zalim
Duniya Se Bacha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Aa O O Ho O O
O Dil To Ye Hi Kahta Hai
Main Tum Me Sama Jaau
Dil To Ye Hi Kahta Hai
Main Tum Me Sama Jaau
Aisa Na Kaho Ji Tum
Aisa Na Kaho Ji Tum
Tumse Hoye Sharmau
Apno Se Kya Parda
Are Parda Utha Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Taqdeer Ka Mara Hu
Mujhe Apna Bana Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Duniya Hai Badi Zalim
Duniya Se Bacha Lo Ji
Palko Me Bitha Lo Ji
Aanchal Me Chhupa Lo Ji
Aaha Ha Aa O Ho O Ho Ho
Dunia Hai Badi Zalim Song Lyrics from the movie/album Hathkadi released in the year 2018 starring Shakila, Motilal. The song Dunia Hai Badi Zalim was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sudarshan Bhatia. The music was given by Nashad. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts