Duneeya Mujhko Pagal Samajhe Ya Samajhe Aavara Lyrics | Chaubees Ghante | Mukesh | Bipin Babul

Duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara
Mai duniya ki seva karne phirta mara-mara o

Takat se bharpur rakhi hain apni dono baju
Insaf ko aise taule jaise hoy taraju
Jisme ho kuchh himmat-timmat
Lad ley woh dubara e ji lad ley woh dubara
Duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara
Mai duniya ki seva karne phirta mara-mara

Dukh me ho koyi budha sudha ya koyi ladki-madki
Unhe bachane meri takat bijali ban kar kadki
Kar le do-do hath chahe wo
Rustam ho ya dara are rustam ho ya dara
Duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara
Mai duniya ki seva karne phirta mara-mara

Andhi ban ke jau aur tufan ban ke chhau
Jis rukh par bhi mai chahu iss duniya ko ley jau
Tinaka hai ye duniya mai hu
Tufano ki dhara are tufano ki dhara
Duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara
Mai duniya ki seva karne phirta mara-mara
Duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara
Mai duniya ki seva karne phirta mara-mara o

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *