Dua Ban Ja Lyrics  | It Happened In Calcutta | Karan Kundrra, Naghma Rizwan | Akhil Sachdeva (Nasha), Harshdeep Kaur | Akhil Sachdeva (Nasha)

Dua Ban Ja Lyrics | It Happened In Calcutta | Karan Kundrra, Naghma Rizwan | Akhil Sachdeva (Nasha), Harshdeep Kaur | Akhil Sachdeva (Nasha)

Kyun lage tu saamne hai
Sach to hai ki tu ja chuki hai
Rooh mein ab bhi tu basi hai jaane-ja

Saansein bin saansein chal rahi hai
Sab toh hai subah ki kami hai
Tujh mein shuru khatam zindagi hai jaane-ja

Tu hi toh hai zaroorat meri
Tujh mein hi chhupa hu kahin
Bann ke phir se meri zindagi
De de khushi

Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja
Duya ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa

Tu jab mila tha haan
Khuda ban gaya tha
Tu chala jo gaya hai kahin
Khuda pe bharosa nahi

Dil mein ab bhi aarzoo hai
Main teri aur mera sirf tu hai
Rooth ke bhi mujhse judi hai jaane-ja

Karna chaahun main tujhko haasil
Raasta tu, tu hi meri manzil
Berukhi ab mita mujhse tu bhi jaane-ja

Dua ban ja dawa ban ja
Mohabbat mein mujhko fana kar ja aa.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *