Dooniya Me Nahee Koyi Yar Wafadar Lyrics | Amber | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Ghulam Mohammed

Dooniya me – (2)
Dooniya me nahee koyi yar wafadar, (jamana sach kehata hai – 2)
Yahan karna kisi se pyar hai bekar, (jamana sach kehata hai – 2)

Dukh dard kaa hai bajar yeh sansar, (jamana sach kehata hai – 2)
Milna hai yahan dushwar dil ko karar, (jamana sach kehata hai – 2)

Kar gaye who bhi hamse kinara jin ko basaya mann me
Pyar kee bazi jit saka hai (koyi naa iss jiwan me – 2)
Hoti hai yaha har bar dil kee har, (jamana sach kehata hai – 2)

Kismat ne majbur banakar chhin liya sukh hamse
Kaya kee iss kaid me aa kar, (koun bacha hai gham se – 2)
Chalate hai yaha par var gham ke hajar, (jamana sach kehata hai – 2)

Dooniya me nahee koyi yar wafadar, (jamana sach kehata hai – 2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *