Do Zulmi Naina Maar Gaye Song Lyrics from the movie/album Aai Bahar. The song Do Zulmi Naina Maar Gaye was sung by S D Batish

Do Zulmi Naina Maar Gaye Lyrics

Do Zulmi Nainaa Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu
Kuchh Vo Darein Duniyaa Se
Kuchh Main Daru

Zakami Dil Le Kar Jaauun Kahaan, Koi Bole
Yaa Hamein Bana Le Apana Yaa Mera Ho Le
Jug Jug Vo Jiyen Jag Mein Aur Main Maru
Kuchh Vo Darein Duniya Se
Kuchh Main Daru
Do Zulmi Naina Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu

Ik Rog Niraala Ham Ne Paala,
Kayaa Karoon Bata De Koi Sunne Waala
Ro Ro Pukaare Dil Nainon Ne Maara
Sukh Mein Kate Din Mere Hai Koi Payaara
Jug Jug Vo Jiyein Jag Mein Aur Main Maru
Kuchh Vo Darein Duniya Se
Kuchh Main Daru
Do Zulmi Naina Maar Gaye
Vo Jeet Gaye Ham Haar Gaye
Main Kaa Karu

Share your thoughts

Do zulmi naina maar gai, Aai bahar, Aayi bahar (1946), S.d. batish, Sahar, Batish, S d batish songs, Lala10164 s d batish, More raja ji phir yaad tum aaaye, Khamosh nigahen yeh sunati hai, Kaha tak ham uthaaye, Mila gaye nain jinko jiya, Aye dil mujhe aisi jagah le, Jaikishan, Manna, Kamini kaushal songs, Hame mar chala ye khayal, Krish, Shammi, Nargis, Naushad, Shankar, Meena kumari, Rajesh khanna, Pandit amarnath, Arvind kejriwal, Indian full films