Do Kadam Aur Aye Sathi Kadmo Pe Jamana Hoga
Daman Me Hamare Ek Din Duniya Ka Khazana Hoga

Are Sona Pighlega Aur Chandi Barsegi
Chune Ko Kadam Apne Khud Manzil Tarsegi
Hai Aaj Agar Auro Ka Kal Apna Zamana Hoga
Daman Me Hamare Ek Din Duniya Ka Khazana Hoga
Do Kadam Aur Aye Sathi Kadmo Pe Jamana Hoga
Daman Me Hamare Ek Din Duniya Ka Khazana Hoga
Baho Me Chand Hoga Aur Rah Me Sitare
Baho Me Chand Hoga Aur Rah Me Sitare
Ummido Ki Wo Duniya Ab Dur Nahi Pyare
Khushiyo Ki Jawa Rato Ka Har Khwab Suhana Hoga
Daman Me Hamare Ek Din Duniya Ka Khazana Hoga
Do Kadam Aur Aye Sathi Kadmo Pe Jamana Hoga
Daman Me Hamare Ek Din Duniya Ka Khazana Hoga
Do Kadam Aur Ai Sathi Song Lyrics from the movie/album Khoobsurat Dhokha released in the year 2018. The song Do Kadam Aur Ai Sathi was sung by Mohammed Rafi. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts