Do Jhoot Diye Lyrics  | Do Jhoot | Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Do Jhoot Diye Lyrics | Do Jhoot | Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Har taraf purasiya bhuji bhuji hai roshni

Na dube aur na par hue
Mozo par roz mukam kiye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Manjilo ke pas hi
Lut gaye hai fasle

Jo kam kisi dushman ke hai
Wo ulfat ne anjam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *