Do Ghadi Behla Gayi Parchaiya, Phir Wahi Lyrics | Yeh Nazdeekiyan | Bhupinder Singh | Raghunath Seth

Do Ghadi Behla Gayi Parchaiya, Phir Wahi Lyrics | Yeh Nazdeekiyan | Bhupinder Singh | Raghunath Seth

Do ghadi bahla gayi parchaaiya
Do ghadi bahla gayi parchaaiya
Fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Rash masata jism poonam ki chata
Ye ghanere bal sawan ki ghata
Tum jo haskar baadlo ko dekh lo
Tum jo haskar baadlo ko dekh lo
Bijliya lene lage angdaiya
Fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Jo bhi in aankho me khoya kho gaya
Jo tumhara ho gaya bas ho gaya
Jo bhi in aankho me khoya kho gaya
Jo tumhara ho gaya bas ho gaya
Dubne wala na fir ubhra kabhi
Dubne wala na fir ubhra kabhi
Uff nigahe taz ki gahrahiya
Fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Tum meri dunia mera iman bhi ho
Tum meri hasrat tumhi mera arman ho
Tum jo ho to har taraf sangeet hai
Tum jo ho to har taraf sangeet hai
Tum nahi to jahar hai sahnaiya
Fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya
Fir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *