Diya Humne Dil
Diya Humne Dil Tumko Apna Samajhkar
Na Jana Sanam Tum Bade Aadmi Ho
Diya Humne Dil Tumko Apna Samajhkar
Na Jana Sanam Tum Bade Aadmi Ho
Ki Ye Dillagi Hogi Dilbar Tumhari
Lutenge To Hum Tum Bade Aadmi Ho
Diya Humne Dil
Socha Tha Basengi Dil Mein Najare Tumhari
Socha Tha Basengi Dil Mein Najare Tumhari
Chhoti Si Kahi Pe Hogi Duniya Humari
Par Kya Mila Ab Meri Zindgi Ko
Ki Yun Hi Nahi Tumse Darta Hai Ye Dil
Tumhari Kasam Tum Bade Adami Ho
Diya Humne Dil
Main Hun Wo Shama Jalti Hai Jo Gali Mein
Main Hun Wo Shama Jalti Hai Jo Gali Mein
Mehalo Mein Aake Kaise Lagungi Bhali Main
Soche Yahi Kya Karu Apne Ji Ko
Ke Hum Hai Zamin Aur Tum Asman Ho
Mile Kaise Hum Tum Bade Aadmi Ho
Diya Humne Dil Tumko Apna Samajhkar
Na Jana Sanam Tum Bade Aadmi Ho
Diya Humne Dil
Diya Hamane Dil Tumko Apana Samajhakar Song Lyrics from the movie/album Aan Aur Shaan released in the year 2018 starring Rishi Kapoor, Moushmi Chatterjee. The song Diya Hamane Dil Tumko Apana Samajhakar was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ravi Tandon. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts