Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara Song Lyrics from the movie/album Akalmand (1966). The song Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara was sung by Kishore Kumar. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri

Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara Lyrics

Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara – 2
Huzur Lakh Baar Sukriya Tumhara
Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara – 2

Manjile Mil Gayi Fasle Kam Huye
Hosle Bad Gaye Aap Ke Ham Huye
Kiya Dil Chori Hamara
Usi Ada Dekhiye Jara Dobara – 2
Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara
Huzur Lakh Baar Sukriya Tumhara
Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara – 2

Samne Aapke Hamne Dil Rakh Diya
Jo Bhi Ho Dijiye Is Sata Ki Saja
Khushi Se Ham
Karenge Har Sitam Ganwara
Na Dekha Jayega Ye Ruthna Tumhara – 2
Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara
Huzur Lakh Baar Sukriya Tumhara
Diye Hai Aapne Bada Hasin Sahara

Share your thoughts

Kishore kumar, Kishore, Akalmand, Diya hai aapne bada haseen sahara, Aapke haseen rukh pe with hindi lyrics, Aapke haseen rukh pe with english lyrics, Diya hain apne bada haseen sahara, Nayyar, Dilip kumar, Tumhari nazar kyon khafa ho gayi lyrics hindi, Aapke haseen rukh pe with lyrics, Tumhari nazar kyon khafa ho gayi lyrics, Lakhon hain nigahon mein lyrics in hindi, Chalo ek baar phir se lyrics hindi, Lakhon hain nigahon mein zindagi ki raah mein lyrics, Kishore karaoke