Mandir Se Ya Masjid Se
Ya To Girjaghar Se
O Dharti Se Ya Ambar Se
Ya Puchho Banda Parwar Se
Puchho Banda Parwar Se
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Kabhi Do Dilo Ka Milan Na Hua
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Aaye Dilo Se Milan Ki Sadaye
Aankhe Nihare Mohabbat Ki Raahe
Kaate Kate Na Judai Ki Raate
Bahut Yaad Aaye
Mohabbat Ki Baate
Bahut Yaad Aaye
Mohabbat Ki Baate
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Kabhi Do Dilo Ka Milan Na Hua
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Na Puchho Diwano Ka Hai Haal Kaisa
Ek Pal Gujrta Hai Sau Saal Jaisa
Meharbani Itni Mere Khuda Kar
Hume Maut Dede
Magar Na Juda Kar
Hume Maut Dede
Magar Na Juda Kar
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Kabhi Do Dilo Ka Milan Na Hua
Mohabbat Ko Kiski Lagi Baduaa
Diwano Se Pucho Mohabbat Hai Kya (Sad) Song Lyrics from the movie/album Kurbaan released in the year 2018 starring Salman Khan, Ayesha Jhulka. The song Diwano Se Pucho Mohabbat Hai Kya (Sad) was sung by Sukhwinder Singh. This movie/album was directed by Deepak Bahry. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts