Diwaaron Kaa Jangal Jisakaa Aabaadi Hai Naam Song Lyrics from the movie/album Deewaar released in the year 2018 starring Aruna Irani, Amitabh Bachchan. The song Diwaaron Kaa Jangal Jisakaa Aabaadi Hai Naam was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Yash Chopra. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Diwaaron Kaa Jangal Jisakaa Aabaadi Hai Naam Lyrics

Diwaaro Ka Jangal Jiska Aabaadi Hai Naam
Baahar Se Chup-chup Lagta Hai Andar Hai Kohraam

Diwaaro Ke Is Jangal Me Bhatak Rahe Insaan
Apne-aane Ulajhe Daaman Jhatak Rahe Insaan
Apni Vipda Chodke Aaye
Apni Vipda Chodke Aaye Kaun Kisi Ke Kaam
Baahar Se Chup-chup Lagta Hai Andar Hai Kohraam

Sine Khaali Aankhe Suni Chehro Par Hairaani
Sine Khaali Aankhe Suni Chehro Par Hairaani
Jitne Ghane Hangame Isme Uani Ghani Viraani
Raate Katil Subahe Mujrim
Raate Katil Subahe Mujrim Mulzim Hai Har Shaam
Baahar Se Chup-chup Lagta Hai Andar Hai Kohraam

Share your thoughts

Deewar, Mannaday, Rdburman, Pancham, Amitabh, Sahir