Ruki Ruki Ruki Ruki Thi Yeh Mastiyaan
Suna Suna Suna Suna Tha Yeh Samaan
Jawaan Jawaan Jawaan Jawaan Lage Hai Sab Yahaan
O Ho Ho Ho…. Jamaana Toh Hai Disco Ka – (2)
Jamaana Toh Hai Disco Ka, Disco…
(Mausam Kya Keh Raha Hai, Jo Ho Raha Hai Ho Jaane Do
Dil Mein Woh Jo Dabi Si Deewaanagai Hai Jaane Do) – (2)
O Ho Ho Ho…. Jamaana Toh Hai Disco Ka – (2)
Ladies And Gentlmen, If It S Disco
Its Gotta Be The King Himself Bappi Lahiri
(Raatein Phir Se Saji Hai, Nasha Sa Chhaaya Hai Phir Se
Baahein Phir Se Khuli Hain, Gale Lagi Phir Ik Duje Se) – (2)
O Ho Ho Ho…. Jamaana Toh Hai Disco Ka – (2)
Ruki Ruki Ruki Ruki Thi Yeh Mastiyaan
Suna Suna Suna Suna Tha Yeh Samaan
Jawaan Jawaan Jawaan Jawaan Lage Hai Sab Yahaan
O Ho Ho Ho…. Jamaana Toh Hai Disco Ka – (4)
Disco… Ruki Ruki Thi Yeh Mastiyaan Song Lyrics from the movie/album Shibani Kashyap - My Free Spirit. The song Disco… Ruki Ruki Thi Yeh Mastiyaan was sung by Bappi Lahiri, Shibani Kashyap. The music was given by Bappi Lahiri
Share your thoughts