Dipak Mere Suhag Ka Song Lyrics from the movie/album Maang Bharo Sajana. The song Dipak Mere Suhag Ka was sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. The music was given by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Dipak Mere Suhag Ka Lyrics

(Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe Jalta Rahe) – (2)
Kabhi Chand Kabhi Suraj
Chand Suraj Ban Ke Nikalta Rahe
(Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe Jalta Rahe) – (2)

Ye Mere Sanso Ke Dipo Ki Mala – 2
Ye Mann Ke Mandir Ki Jyoti Ki Jwala
Iss Deep Ka Hai Mera Ram Rakhwala – 2
Ye Mere Mann Sa Machalta Rahe
Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe Jalta Rahe

Dukh Pau Par Sukh Na Pau Mai Akeli – 2
Swarg Bhi Milega Na Jaungi Mai Akeli
Ek Kadam Bhi Na Uthau Mai Akeli
Sathi Mera Sath Chalta Rahe
Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe Jalta Rahe

(Chhalke Kabhi Na Mere
Mann Ki Gagariya
Sarke Kabhi Na Mere
Sar Se Chunariya) – (2)
Badle Kabhi Na Sajan Ki Nazariya
Badle Zamana Badalta Rahe
Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe
Kabhi Chand Kabhi Suraj
Chand Suraj Ban Ke Nikalta Rahe
(Dipak Mere Suhag Ka
Jalta Rahe Jalta Rahe) – (2)

Share your thoughts

Maang bharo sajana (1980), Maang bharo sajna all songs, Maang bharo sajna songs, Maang bharo sajna full movie, Maang bharo sajana (1984), Asha bhosle hit songs, Kishore kumar asha bhosle duets, Lata mangeshkar, Asha bhosle album songs, Gaane sune ansune, Usha mangeshkar songs, Hits of lata mangeshkar romantic songs, S p balasubramaniam asha bhosle, Asha bhosle songs, Lata mangeshkar songs, Pyaar bhare gaane, Best of lata mangeshkar songs, Hits of lata mangeshkar