Din Suhane Ye Mausam Bahar Ka Lyrics | Poonam | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Din Suhane Ye Mausam Bahar Ka Lyrics | Poonam | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Din suhane ye mausam bahaar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka ho geet pyar ka
Din suhane
Ho din suhane ye mausam bahar ka

Ye dhadkan ye masti ye halchal
Ye dhadkan ye masti ye halchal
Ye jawani pe khusiyon ka aachal
Ye jawani pe khusiyo ka aachal
Kahna kya jindagi ke singar ka
Kahna kya jindagi ke singar ka mausam bahar ka
Din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Din suhane ye mausam bahar ka

Ji ye chahe ke apna ho koi
Ji ye chahe ke apna ho koi
Nind me pyara sapna ho koi
Nind me pyara sapna ho koi
Or maja ho kisi ke intzar ka
Or maja ho kisi ke intzar ka mausam bahar ka
Din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Din suhane ye mausam bahar ka

Khil uthi dil ki khamosh kaliya
Khil uthi dil ki khamosh kaliya
Jagmagai gayi ummidon ki galiya
Jagmagai gayi ummidon ki galiya
Ye machalna dil-e-bekarar ka
Ye machalna dil-e-bekarar ka mausam bahar ka
Din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Din suhane ye mausam bahar ka
Dil ye chahe main gau geet pyar ka
Dil ye chahe main gau geet pyar ka ho geet pyar ka
Din suhane
Ho din suhane ye mausam bahar ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *