??din dooba tum yaad aaye
Din dooba tum yaad aaye
Din dooba tum yaad aaye
Deep jala tum yaad aaye
Deep jala tum yaad aaye
Din dooba tum yaad aaye
Jab jab mere aangan mein
Jab jab mere aangan mein
Jab jab mere aangan mein
Phool khila
Tum yaad aaye
Phool khila
Tum yaad aaye
Darwaaze par aahat se
Darwaaze par aahat se
Darwaaze par aahat se
Dil dhadka
Tum yaad aaye
Jab bhi dil par koi taza
Jab bhi dil par koi taza
Jab bhi dil par koi taza
Zakhm laga
Tum yaad aaye
Zakhm laga
Tum yaad aaye
Deep jala tum yaad aaye
Din dooba tum yaad aaye
Deep jala tum yaad aaye
Din dooba tum yaad aaye.

