Dilwale Gaflat Me Na Rah Song Lyrics from the movie/album Kahin Hai Mera Pyar. The song Dilwale Gaflat Me Na Rah was sung by Sunidhi Chauhan. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Dilwale Gaflat Me Na Rah Lyrics

(Dil Ki Laga Le Baji Chhaila Babu
Dilbar Ko Kar Le Raji Chhaila Babu
Raat Rangin Hai
Mauka Hasin Hai
Mauke Se Fayada Utha Le
(Dilwale Dilwale
Gaflat Me Na Rah Dilwale) – (2)) – (2)

Chhaila Babu Chhaila Babu

Thandi Hawa Ka Jhoka
De De Na Tujhko Dhoka
Jindgi Aur Mout Ek Kashti Pe Sawar Hai
Kanchan Aashtino Me Chhupaye Baithe Yaar Hai
Mangi Hai Ye Dua Har Bala Se Bacha Le
(Dilwale Dilwale
Gaflat Me Na Rah Dilwale) – (2)
Gaflat Me Na Rah Dilwale

Chhaila Babu Chhaila Babu

Yu Nahi Ek Paita
Kya Hai Bharosha Aanewale Kal Ka
Fark Nahi Pani Ke Bulbule Aur Insan Ki Hasti Me
Itna Hi Apna Hai Yara Jitna Behel Jaye Basti Me
O Re O Matlabi Kis Pal Ki Hai Khushi
Haske Gale Se Laga Le
Gaflat Mein Na Rah Dilwale
(Dilwale Dilwale
Gaflat Me Na Rah Dilwale) – (2)

Dil Ki Laga Le Baji Chhaila Babu
Dilbar Ko Kar Le Raji Chhaila Babu
Raat Rangin Hai
Mauka Hasin Hai
Mauke Se Fayada Utha Le
(Dilwale Dilwale
Gaflat Me Na Rah Dilwale) – (2)

Mahbubi Jane Mehbubi
Kaise Bayan Ho Tere Husn Ki Khubi
Mehbubi Jane Mehbubi

Share your thoughts

Dilbar meraj ki qawwali, Dilbar meraj, Muharram ki kahani, Rahat indori, Meri gali mein tera aana aadat si ho gayi hai, Hussain ibne haider, Hindi drama, Manisha koirala, Meri gali mein tera aana full song, Maidane e karbala, Imran pratapgarhi, Qayamat qareeb hain, Alfaz mutradif in hindi, Meri gali mein tera aana, Karbala wale, Munawwar rana, Muharram special, Makka sharif video, Madina sharif waqia, Hazrat imam hussain, New karbala ki video