Dilon Mein Duaayen Song Lyrics from the movie/album Santaan released in the year 2016 starring Jeetendra, Deepak Tijori. The song Dilon Mein Duaayen was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Narayana Rao Dasari. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Dilon Mein Duaayen Lyrics

Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Janam Dene Walo Ki
Yahin Hain Kahani
Yahin Hain Kahani
Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Janam Dene Walo Ki
Yahin Hain Kahani
Yahin Hain Kahani

Aanchal Ki Chhaon Mein
Maa Bete Ko Paale
Mamta Ka Reshmi
Aanchal Sar Pe Dale
Aanchal Ki Chhaon Mein
Maa Bete Ko Paale
Mamta Ka Reshmi
Aanchal Sar Pe Dale
Tan Mann Jeevan Var De
Khushiyon Ka Sansaar De
Tan Mann Jeevan War De
Khushiyon Ka Sansaar De
Palko Mein Apne
Sapne Ko Maa Chhupale
Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Janam Dene Walo Ki
Yahin Hain Kahani
Yahin Hain Kahani

Bhage Apne Ferz Se
Risto Ko Na Mane
Maa Baap Ke Dard
Ko Bedardi Na Jane
Bhage Apne Ferz Se
Riston Ko Na Mane
Maa Baap Ke Dard
Ko Bedardi Na Jane
Bich Bhavar Mein Chhod Ke
Saare Badhan Tod Ke
Bich Bhavar Mein Chhod Ke
Saare Badhan Tod Ke
Kahan Ja Rahi Hai
Navyug Ki Ye Santaane
Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Dilon Mein Duayen
Nigahon Mein Paani
Janam Dene Walo Ki
Yahin Hain Kahani
Yahin Hain Kahani
Janam Dene Walo Ki
Yahin Hain Kahani
Yahin Hain Kahani.

Share your thoughts

Deepak tijori, Santaan movie jeetendra, Deepak tijori songs, Santaan jeetendra, Santaan jeetendra movie, Jeetendra, Dilon mein duaayen full hd video song, Jeetendra songs, Santaan movie, Jeetendra movies, Santan hindi movie song, Santaan movie song, Santaan hindi movie emotional scenes part 2, Santaan hindi film, Santaan hindi movie, Santaan hindi full movie, Santaan hindi movie full hd, Santaan, Dasari narayana rao, Tulsi ne ramayan likhi, Tulsi ne ramayan likh di