Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro
Bhul ja karke unhe yad na ro
Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro
Gum na kha tujhko
Mohabbat me
Jo aaya na karar
Tu akela hi nahi julm
Ke teero ka shikaar
Is mohabbat ne kiye
Saikdo barbad na ro
Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro
Najre milti hai to
Milte hi bichadti hai jarur
Isme meri khata hai
Na koi unka kasur
Hoti aayi hai dil pe
Ye bedad na ro
Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro
Dekhna aabru ulfat ki
Na jane paye
Koi aasu meri aankho me na aane paye
Mujhko badnaam na kar de
Teri fariyad na ro
Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro
Bhul ja karke unhe yad na ro
Dile nashad na ro
Hoke barbad na ro
Hoke barbad na ro

