Dil Zubaan Na Khol Song Lyrics from the movie/album Naach Ghar released in the year 2015 starring Ashok Kumar, Anoop Kumar. The song Dil Zubaan Na Khol was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by R. S. Tara. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Dil Zubaan Na Khol Lyrics

Aye Dil Zubaan Na Khol Sirf Dekh Le
Kisi Se Kuch Na Bol Sirf Dekh Le
Aye Dil Zubaan Na Khol Sirf Dekh Le

Ye Hasin Jagmagahaate
Aachalo Ki Sar Sarahte
Ye Hasin Jagmagahaate
Aachalo Ki Sar Sarahte
Aachalo Ki Sar Sarahte
Ye Nashe Me Jhumti Jami
Sab Ke Panv Chumti Jami
Ye Nashe Me Jhumti Jami
Sab Ke Panv Chumti Jami
Kis Kadar Hai Gol Sirf Dekh Le
Aye Dil Zubaan Na Khol Sirf Dekh Le

Kitna Sach Hai Kitna Jhuth Hai
Kitna Hak Hai Kitni Lut Hai
Rakh Sabhi Ki Laaz Kuch Na Kah
Kya Hai Ye Samaz Kuch Na Kah
Dhol Ka Ye Pol Sirf Dekh Le
Aye Dil Juba Na Khol Sirf Dekh Le

Mane Le Jaha Ki Baat Ko
Din Samjh Le Kali Raat Ko
Mane Le Jaha Ki Baat Ko
Din Samjh Le Kali Raat Ko
Din Samjh Le Kali Raat Ko
Chalne De Yuhi Ye Silsila
Ye Na Bol Kisko Kya Mila
Chalne De Yuhi Ye Silsila
Ye Na Bol Kisko Kya Mila
Tarazuo Ka Jhol Sirf Dekhle
Aye Dil Juba Na Khol Sirf Dekh Le.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar mukesh classic bollywood scores, Baba koto din dekhini tomay james bangla lyrics, Kotodin dekhini tomay bangla lyrics, Mukesh lata mangeshkar history of indian film music [anari (1959), Katodin dekhini tomay with lyrics, Kotodin dekhini tomay english lyrics, Naach ghar, Koto din dekhini tomay song lyrics, Kotodin dekhini tomay lyrics, Arif lohar, Shankar jaikishan mukesh lata mangeshkar classic hindi soundtracks : amar (1954)