Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics | Surkhiyaan | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Vanraj Bhatia

Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics | Surkhiyaan | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Vanraj Bhatia

Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Humdard zaroori hota hain
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Humdard zaroori hota hain
Humdard zaroori hota hain

Saahil saahil tufaa dekhe
Laher laher majhdhaar yahaan
Saahil saahil tufaa dekhe
Laher laher majhdhaar yahaan
Badlenge halaat kabhi ye
Badlenge halaat kabhi ye
Aise hain aasaar kahaan
Aise hain aasaar kahaan
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Humdard zaroori hota hain
Humdard zaroori hota hain

Beete kal ke zakhm hai dil par
Aane waale kal ke gham
Dono ke jo daag mita de
Kahaan chhupa hain wo humdam
Tanhaa tanhaa jeevan sabka
Koi kisi ke paas nahin
Khoyi hain khud mein duniya
Auron ka ehsaas nahin
Tanhaa tanhaa jeevan sabka
Koi kisi ke paas nahin
Khoyi hain khud mein duniya
Auron ka ehsaas nahin
Auron ka ehsaas nahin
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Humdard zaroori hota hain
Humdard zaroori hota hain
Humdard zaroori hota hain
Humdard zaroori hota hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *