Dil Se Duniya Ke Darr Ko Nikal De, Meri Patli Kamar Me Hath Dal De Lyrics | Samraat | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Dil Se Duniya Ke Darr Ko Nikal De, Meri Patli Kamar Me Hath Dal De Lyrics | Samraat | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Mohbbat na ki to kya karega
Kanwara jiyega kanwara marega
Dil se duniya ke dar ko nikal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Dil se duniya ke dar ko nikal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega

Pahla sabak sikh le pyar ka
Pahle mujh se aankhe mila
Pahle mujh se aankhe mila
Dau char namkeen batho ke baad
Fir apni palko mujko bitha
Fir apni palko mujko bitha
Palko pe mujko bitha
Palko pe mujko bitha
Palko pe muje bithake mere
Dil ko jara sa uchal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega

Aanchal mera is tarah tham le
Fir yu thadap ke mera naam le
Aanchal mera is tarah tham le
Fir yu thadap ke mera naam le
Khul ke meri juthi tarif kar
Kuch sayyri se bhi tu kaam le
Kuch sayyri se bhi tu kaam le
Meri har adakii kubsurat si koi misal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega

Ae khubsurat hasin dilruba
Ae kubhsurat hasin dilruba
Bas dil lagana mujhe aa gaya
Ab is se aage ki kuch baat kar
Jo kuch kaha hai vo kar ke dikha
Vo karke dikha
Hath ab chudha ke sirf bato se mujko na taal de

Dil se duniya ke dar ko nikal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Dil se duniya ke dar ko nikal de
Meri patli kamar me hath dhal de
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega
Baki sab apne ap ho jayega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *